roth janay ki ada ham ko b ati hai Faraz
kash hota koi han ko b mananay wala
milta b nahi tumhary jesa koi is shehar main
hamain keya maloom tha? tum ek ho wo b kisi aur k
meray sapno ko youn hi mehaktay rakhna
main nay thama hai tera hath baray maan k sath
maloom nahi meray dil ko tum say kitni muhabbat hai
na hi tum bin jeenay ka tasavar karta hai na he marnay ka sochta hai
lag na jay kahen betaab sitaron ki nazar
chand say chehray ko anchal main chupa kar sona
jurtay huay dekha nahi totay huay dil ko
gir jayen jo anso,to uthay nahi jatay
in barshon say dosti achi nahi Faraz
kacha tera makan hai kuch to khayal kar
tanhai ka ek alag hi maza hai
is main dar nahi hota kisi k chor janay ka
ek umar kat gai lekin bachpana nahi jata
ham diaye jalatay hain aaj b teri aahat par