Tery Ishaq Ki Intha Chahta Hun
tery ishaq ki intha chahta hun
meri sadgi dekh main keya chahta hun
Daleel E Subah E Roshan Hay Sitaron Ki Tunak Tabi
Daleel-e-Subah-e-Roshan hai sitaron ki tunak tabi
ufaq se aftab ubhra, gya Dour-E-Garan khawabi
Urooq E Murda ay Mashriq Mein Khoon E Zindagi Dora
Urooq-e-Murda’ay mashriq mein Khoon-e-Zindagi dora
samajh sakte nahin iss raaz ko Seena-o-Farabi
Musalman Ko Musalman Kar Diya Toofan E Maghrib Ne
musalman ko musalman kar diya Toofan-e-Maghrib ne
talatum haye darya hi se hai gohar ki seerabi
Shaheen Kabi Parwaz Say Thak Kar Nahi Girta
shaheen kabi parwaz say thak kar nahi girta
pur dam hay agar tu to nahi khatra'h uftad
Parendon Ki Duniyan Ka Darwesh Hun Main
parendon ki duniyan ka darwesh hun main
k shaheen banata nahi asheyana
Atta Momin Ko Phir Dargah E Haq Se Hone Wala Hai
atta momin ko phir Dargah-e-Haq se hone wala hai
Shikoh-e-Turkamani, Zehan-e-Hindi, Nutq-e-Arabi
Asar Kuch Khawab Ka Ghunchon Mein Baqi Hai To Ae Bulbul
asar kuch khawab ka ghunchon mein baqi hai to ae bulbul !
“nawa ra talakh tar mee zan choo Zauq-e-Nagma kmyabi”
Tarap Sehan E Chaman Mein Ashiyan Mein Shakhsaron Mein
tarap Sehan-e-Chaman mein, ashiyan mein, shakhsaron mein
juda pare se ho sakti nahin Taqdeer-e-Seemabi
Woh Chashm E Paak Been Kyun Zeenat E Bargistawan Dekhe
woh Chashm-e-Paak been kyun Zeenat-e-Bargistawan dekhe
nazar ati hai jis ko Mard-e-Ghazi ki jigar tabi
Zameer E Lala Mein Roshan Charagh E Arzoo Kar De
Zameer-e-Lala mein roshan Charagh-e-Arzoo kar de
chaman ke zarre zarre ko Shaheed-e-Justujoo kar de
Sar Shak E Chashm E Muslim Mein Hai Neesan Ka Asar Paida
sar Shak-e-Chashm-e-Muslim mein hai neesan ka asar paida
Khalil-Allah (A.S.) ke darya mein hon ge phir guhar paida
Kitab E Millat E Baiza Ki Phir Sheeraza Bandi Hai
Kitab-e-Millat-e-Baiza ki phir sheeraza bandi hai
ye Shakh-e-Hashmi karne ko hai phir Barg-e-Bar paida
Rubood Aan Turk Sheerazi Dil E Tabraiz O Kabil Ra
rubood aan turk sheerazi Dil-e-Tabraiz-o-Kabil ra
saba karti hai buay gul se apna hamsafar paida
Na Ishaq E Hussain Na Zooq E Shahadat
na Ishaq-e-Hussain, na Zooq-e-Shahadat
gafal samajh betha hai matam ko ibadat
Parwanay Ko Charag Hai Bulbul Ko Phool Bas
parwanay ko charag hai, bulbul ko phool bas
Sadique k liay hai khuda ka rasool bas
Zamana Aya Hai Be Hajabi Ka Aam Deedar E Yaar Ho Ga
zamana aya hai be hajabi ka, aam Deedar-e-Yaar ho ga
sakoot tha parda dar jiska, wo razab aashkar ho ga
No comments:
Post a Comment